- Us Ka Shukriya Kuch is Tarha Se Ada KarOn
Wo Kare BEWAFAE Me Sada Wafa KarOn
Mere PIYAR Ne Bas itna Sikhaya Mujhe
Khud Mit Jaun Per Us K Liye DUA KarON..
------------------------------------------
- Mery Qareeb Nhi Mjhse Juda Bi Nhi
Yeh Raz Mgar UnPr khula Bi nhi
Suna Hy UnKo Pasand Agai Hy Khamoshi hmari
Is Khayl Se Hum Ne Kuch Kaha hi nhi
------------------------------------------
- Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya
khali hi sahi haathon me jaam to aaya
main hoon bewafa sabko bataya usne
yun hi sahi uske labon pe mera naam to aaya..
.
------------------------------------------
kis kis main saja kar rakho gy
main kisi aur ke chat ki bulbul hun
mujhye sune ke pingray main der lagta hai
mere dil mein umag kisi aur ki hai
mujhye is mahal ki diwa
------------------------------------------
- Pal hi aisa tha ki hum inkar na kar paye,
zamane k dar se ikrar na kar paye,
na thi jinke bina zindagi munasib,
chorr diya sath unhoneaur hum sawal tak nakar paye
------------------------------------------
- Na jane us par itna yakin kyon hai,
Uska khayaal bhi itna haseen kyon hai,
Suna hai pyar ka dard mitha hota hai,
To ankhon se nikla aansu itna namkeen kyo hota hai?
------------------------------------------
- Kash ke banane wale ne ye dil SHISHE ka banaya hota,
Taki isse todne wale ke haath mein bhi jakham toh aaya hota.
------------------------------------------
- Zindgi mein humme kabhi kuch chaaha hi nahi,
Jisse chaha usse kabhi paya hi nahi,
Jisse paya usey yun kho diya jaise
Zindagi mein kabhi koi aaya hi nahi
------------------------------------------
farkh para jab tune mu morliya
log to bewafai bhi karte hai enamdarise..
par tune to bewafai ki had tak par karli bewafaise.....
------------------------------------------
- Saari Haqeeqaton Ko Khuwab Kr K,
Umar Bhar Ke Khushiyan Sarab Kr K,
Badal Gaya Hai Vo Chahaton Sy,
Meri Aadaton Ko Kharab Kr K..